SEARCH RESULTS
Showing search results for "parastish"
Sher MATCHES FOR "parastish"
Sher
kaun detaa hai mohabbat ko parastish kaa maqaam
tum ye insaaf se socho to du.aa do ham ko
Ehsan Danish
Sher
nafrat bhii usii se hai parastish bhii usii kii
is dil saa ko.ii ham ne to kaafar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Sher
but-parastii jis se hove haq-parastii ai 'zafar'
kyaa kahuu.n tujh se ki vo tarz-e-parastish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Sher
ek ham hai.n ki parastish pe aqiida hii nahii.n
aur kuchh log yahaa.n ban ke KHudaa baiThe hai.n
Khushbir Singh Shaad
Sher
hastii-e-Gair kaa sajda hai mohabbat me.n gunaah
aap hii apnii parastish ke sazaa-vaar hai.n ham
Muztar Khairabadi
Sher
mujh dil me.n hai jo but kii parastish kii aarzuu
dekhii nahii.n vo aaj talak barhaman ke biich
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
hotii na sharii.at me.n parastish kabhii mamnu.a
gar pahle bhii but-KHaano.n me.n hote sanam aise
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
mujh ko ma.aluum hai mahbuub-parastii kaa azaab
der se chaa.nd nikalnaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
Noor Taqi Noor
Sher
sanam-parastii karuu.n tark kyuu.nkar ai vaa.iz
buto.n kaa zikr KHudaa kii kitaab me.n dekhaa
Aagha Akbarabadi
Sher
ham ne kii husn-parastii to tujhe kyaa naaseh
aa.nkh apnii hai dil apnaa hai tabii.at apnii
Jaleel Manikpuri
Sher
zaahido puujaa tumhaarii KHuub hogii hashr me.n
but banaa degii tumhe.n ye haq-parastii ek din