SEARCH RESULTS
Showing search results for "parastish"
Ghazal MATCHES FOR "parastish"
Ghazal
parastish kii yaa.n tak ki ai but tujhe
nazar me.n sabho.n kii KHudaa kar chale
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHvaahish ko ahmaqo.n ne parastish diyaa qaraar
kyaa puujtaa huu.n us but-e-bedaad-gar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mire junuun-e-parastish se ta.ng aa ga.e log
sunaa hai band kiye jaa rahe hai.n but-KHaane
Kaifi Azmi
Ghazal
marhala apnii parastish kaa ho darpesh to mai.n
apne hii saamne maa.il-ba-du.aa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
parastish kii hai merii dha.Dkano.n ne
tujhe mai.n ne faqat chaahaa nahii.n hai
Farhat Shahzad
Ghazal
kaun detaa hai mohabbat ko parastish kaa maqaam
tum ye insaaf se socho to du.aa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
KHaak-e-fanaa ko taa-ki parastish tuu kar sake
juu.n KHizr mat kahaa.iyo aab-e-baqaa-parast
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
vo kyaa KHudaa kii parastish kare.nge merii tarah
jo ek but bhii bahut soch kar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
Adnan Hamid
Ghazal
nafrat bhii usii se hai parastish bhii usii kii
is dil saa ko.ii ham ne to kaafar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
magar ye zauq-e-parastish ki ab bhii tishna hai
jabii.n ko chuum chuke ek ek patthar kii
Shahryar
Ghazal
ek ham hai.n ki parastish pe 'aqiida hii nahii.n
aur kuchh log yahaa.n ban ke KHudaa baiThe hai.n
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
but-parastii jis se hove haq-parastii ai 'zafar'
kyaa kahuu.n tujh se ki vo tarz-e-parastish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
laakh munkir sahii par zauq-e-parastish meraa
aaj bhii ko.ii sanam ko.ii KHudaa maa.nge hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
javaab dene kii aadat nahii.n KHudaa ko agar
to kyaa parastish-e-tasviir kar rahaa huu.n mai.n