SEARCH RESULTS
Showing search results for "parastish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parastish"
Ghazal
parastish kii yaa.n tak ki ai but tujhe
nazar me.n sabho.n kii KHudaa kar chale
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHvaahish ko ahmaqo.n ne parastish diyaa qaraar
kyaa puujtaa huu.n us but-e-bedaad-gar ko mai.n
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "parastish"
Ghazal
parastish kii hai merii dha.Dkano.n ne
tujhe mai.n ne faqat chaahaa nahii.n hai
Farhat Shahzad
Ghazal
kaun detaa hai mohabbat ko parastish kaa maqaam
tum ye insaaf se socho to du.aa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
Andaleeb Shadani
Geet
kisii patthar kii muurat se mohabbat kaa iraada hai
parastish kii tamannaa hai ibaadat kaa iraada hai
Sahir Ludhianvi
Kulliyat
parastish kii yaa.n tak ki ai but tujhe
nazar me.n sabho.n kii KHudaa kar chale
Meer Taqi Meer
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin se aakaash kii parastish-gaah
utaarte hai.n tirii aartii sitaara o maah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lamhon ki parastar
vo mirii raah me.n diivaar banii baiThii hai
zindagii bhar kii parastish use manzuur nahii.n
Qateel Shifai
Nazm
nashat-e-umid
diin kii tujh bin kahii.n pursish na ho
tuu na ho to haq kii parastish na ho