SEARCH RESULTS
Showing search results for "parastish"
Nazm MATCHES FOR "parastish"
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin se aakaash kii parastish-gaah
utaarte hai.n tirii aartii sitaara o maah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lamhon ki parastar
vo mirii raah me.n diivaar banii baiThii hai
zindagii bhar kii parastish use manzuur nahii.n
Qateel Shifai
Nazm
nashat-e-umid
diin kii tujh bin kahii.n pursish na ho
tuu na ho to haq kii parastish na ho
Altaf Hussain Hali
Nazm
tumne likkha hai
tum na maano to bhalaa kaun kahe kaun sune
pyaar puujaa hai parastish hai tijaarat to nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
musafir
har ek aa.nkh me.n asbaab kii parastish thii
ye inhimaak qayaadat me.n bhii nahii.n miltaa
Mustafa Zaidi
Nazm
mohabbat ke is be-karan safar mein
saarii ibaadat parastish kii hai tuu ruuh-e-ravaa.n
ai aurat aisaa teraa raushan kirdaar hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
mujhe bhul jao
ye sachchii mohabbat kaa haamil nahii.n thaa
tumhaarii parastish ke qaabil nahii.n thaa
Meem Hasan Lateefi
Nazm
ai watan
is mohabbat ko parastish se badalnaa bhuul hai
ye taqaaza ye tavaazun is dil-e-kaamil me.n hai
Akhtar Husain Shaafi
Nazm
farozan sitara
parastish ho merii tumhii.n shaa.erii ho
mohabbat sanam tum mirii aaKHirii ho
Hema Kandpal Hiya
Nazm
bu-ali andar-ghubar-e-naqa gum
mai.n to itnaa jaantaa huu.n
merii tamjiid-o-parastish lafz kii qiraat me.n Dhaltii hai
Satyapal Anand
Nazm
hina-rang hathon mein
tumhaarii parastish ke laa.eq KHudaa to nahii.n''
to ab tum pe zaahir hu.aa!
Arman Najmi
Nazm
Main kitne barson se roz
ki tum parastish kii aarzuu kaa ko.ii bha.nvar ho
ko.ii KHudaavand-e-lab mile to