SEARCH RESULTS
Showing search results for "suKHan-kaar"
Sher MATCHES FOR "suKHan-kaar"
Sher
Shahzad Ahmad
Sher
vafaa ke baab me.n kaar-e-suKHan tamaam hu.aa
mirii zamiin pe ik ma.arka lahuu kaa bhii ho
Iftikhar Arif
Sher
Mirza Ali Lutf
Sher
vo kuucha sher-o-suKHan kaa hai ta.ng-o-taar ai 'bahr'
ki suujhte nahii.n ma.anii ba.De zahiino.n ko
Imdad Ali Bahr
Sher
Rasa Chughtai
Sher
shahr-e-suKHan me.n aisaa kuchh kar izzat ban jaa.e
sab kuchh miTTii ho jaataa hai izzat rahtii hai
Amjad Islam Amjad
Sher
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
suKHan me.n sahl nahii.n jaa.n nikaal kar rakhnaa
ye zindagii hai hamaarii sambhaal kar rakhnaa
Obaidullah Aleem
Sher
ustaad ke ehsaan kaa kar shukr 'muniir' aaj
kii ahl-e-suKHan ne tirii taariif ba.Dii baat
Muneer Shikohabadi
Sher
ham se aabaad hai ye sher-o-suKHan kii mahfil
ham to mar jaa.e.nge lafzo.n se kinaara kar ke
Hashim Raza Jalalpuri
Sher
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
rahiye ab aisii jagah chal kar jahaa.n ko.ii na ho
ham-suKHan ko.ii na ho aur ham-zabaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Sher
kabhii to lagtaa hai gumraah kar ga.ii mujh ko
suKHan-varii kabhii paiGambarii sii lagtii hai
Suhail Ahmed Zaidi
Sher
Nashtar Khaanqahi
Sher
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa