SEARCH RESULTS
Showing search results for "suKHan-kaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "suKHan-kaar"
Ghazal
husuul-e-amn-o-mohabbat kii chaashnii ke liye
mizaaj-e-talKHii-e-dauraa.n 'suKHan' gavaaraa kar
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ghuTan me.n vaqt kii baaruud ban gayaa huu.n 'suKHan'
na phuu.nk de mujhe aa kar ko.ii sharar ab ke
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ko.ii uftaad pa.Dii thii ki abhii tak chup thaa
ik suKHan-kaar suKHan-kaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
udaasiyo.n kii inaayat hai kaar-haa-e-suKHan
mire liye to jazaa hai sazaa udaasii kii
Hashim Raza Jalalpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "suKHan-kaar"
Sher
saare asaatiza se churaa.o suKHan kaa rang
gar kuchh nikhaarnaa ho tumhe.n apne fan kaa rang
Rauf Raheem
Ghazal
ham jaiso.n me.n kahaa.n thii bhalaa ye salaahiyat
sohbat ne shaa'iro.n kii suKHan-kaar kar diyaa
Onkar Singh Vivek
Ghazal
sadaa kaa loch suKHan kaa nikhaar le ke chale
tirii nazar se fusuun-e-bahaar le ke chale
Jameel Yusuf
Ghazal
Gazal sunaa.ii jo sarvat ko mai.n ne ai 'haashim'
vo bole sun ke suKHan-kaar ik samundar hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
suKHan kaa us se yaaraa bhii nahii.n hai
suKHan ke bin guzaaraa bhii nahii.n hai
Zeeshan Ilahi
Kulliyat
har bait me.n kyaa 'miir' tirii baate.n guthii hai.n
kuchh aur suKHan kar ki Gazal silk-e-guhar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
suKHan kaa lahja gumaan-KHaane me.n rah gayaa hai
miraa zamaana kisii zamaane me.n rah gayaa hai
