SEARCH RESULTS
Showing search results for "suKHan-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "suKHan-kaar"
Ghazal
husuul-e-amn-o-mohabbat kii chaashnii ke liye
mizaaj-e-talKHii-e-dauraa.n 'suKHan' gavaaraa kar
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ghuTan me.n vaqt kii baaruud ban gayaa huu.n 'suKHan'
na phuu.nk de mujhe aa kar ko.ii sharar ab ke
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ko.ii uftaad pa.Dii thii ki abhii tak chup thaa
ik suKHan-kaar suKHan-kaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
udaasiyo.n kii inaayat hai kaar-haa-e-suKHan
mire liye to jazaa hai sazaa udaasii kii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ham jaiso.n me.n kahaa.n thii bhalaa ye salaahiyat
sohbat ne shaa'iro.n kii suKHan-kaar kar diyaa
Onkar Singh Vivek
Ghazal
sadaa kaa loch suKHan kaa nikhaar le ke chale
tirii nazar se fusuun-e-bahaar le ke chale
Jameel Yusuf
Ghazal
Gazal sunaa.ii jo sarvat ko mai.n ne ai 'haashim'
vo bole sun ke suKHan-kaar ik samundar hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
suKHan kaa us se yaaraa bhii nahii.n hai
suKHan ke bin guzaaraa bhii nahii.n hai
Zeeshan Ilahi
Ghazal
suKHan kaa lahja gumaan-KHaane me.n rah gayaa hai
miraa zamaana kisii zamaane me.n rah gayaa hai
Ghazanfar Hashmi
Ghazal
suKHan kaa mas.ala lafz-e-kitaab tak nahii.n hai
ye kulliyaat miraa intiKHaab tak nahii.n hai
Vipul Kumar
Ghazal
Jarnail Singh Maan Afshar
Ghazal
muskuraahaTe.n siikhe.n qahr kii nigaaho.n se
daad-e-sarkashii le lii ham ne kaj-kulaaho.n se
Najm Aafandi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
vafaa ke baab me.n kaar-e-suKHan tamaam hu.aa
chalo ki rishta-e-ruuh-o-badan tamaam hu.aa
Islam Uzma
Ghazal
sher-o-suKHan kaa ye guldasta tere naam
KHuun-e-jigar kaa ye nazraana tere naam
Tamkinur Rahman
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
aur ko.ii baat sar-e-bazm-e-suKHan kab niklii
bas tirii baat hii niklii hai yahaa.n jab niklii