SEARCH RESULTS
Showing search results for "'arsh'"
Ghazal MATCHES FOR "'arsh'"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
naqsh-e-paa dekh to luu.n laakh karuu.ngaa sajde
sar miraa arsh nahii.n hai jo jhukaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
manzar ik bulandii par aur ham banaa sakte
arsh se udhar hotaa kaash ke makaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
faraaz-e-arsh se TuuTaa hu.aa ko.ii taara
kahii.n se Dhuu.nD ke laa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
is zamii.n par bhii hai sailaab mire ashko.n se
mere maatam kii sadaa arsh hilaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
jo 'aliinaa' ne sar-e-arsh du.aa bhejii thii
us kii taasiir yahii.n farsh pe paa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
biThaa ke arsh pe rakkhaa hai tuu ne ai vaa.iz
KHudaa vo kyaa hai jo bando.n se ehtiraaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
mujh ko ye e'tiraaf du.aa.o.n me.n hai asar
jaa.e.n na arsh par jo du.aa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
hairaa.n hai jabii.n aaj kidhar sajda ravaa hai
sar par hai.n KHudaavand sar-e-arsh KHudaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
aa.nsu.o.n kii tarah taare gir rahe hai.n arsh se
ro rahii hai.n aasmaano.n kii akelii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
sunaa hai zalzale aate hai.n ‘arsh par 'mohsin'
ki be-gunaah lahuu jab sinaa.n pe boltaa hai