SEARCH RESULTS
Showing search results for "'ehraam'"
Ghazal MATCHES FOR "'ehraam'"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
thaknaa bhii laazmii thaa kuchh kaam karte karte
kuchh aur thak gayaa huu.n aaraam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ne tiir kamaa.n me.n hai na sayyaad kamii.n me.n
goshe me.n qafas ke mujhe aaraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
yaar KHush hai.n ki unhe.n jaama-e-ehraam milaa
log ha.nste hai.n ki qaamat se ziyaada pahnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
use bhii Thaan rakh saaqii yaqii.n hogaa na rindo.n ko
agar zaahid pahan kar jaama-e-ehraam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
dil chaak chaak naGma-e-naaquus ne kiyaa
sab paara paara jaama-e-ehraam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
josh-e-vahshat me.n musallam ho gayaa islaam-e-ishq
kuucha-gardii se mirii puuraa hu.aa ehraam-e-ishq
Abul Kalam Azad
Ghazal
din utarte hii na.ii shaam pahan letaa huu.n
mai.n tirii yaado.n kaa ehraam pahan letaa huu.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
tum ne to nahii.n KHair ye farmaa.iye baare
phir kin ne liyaa raahat-o-aaraam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ehraam TuuTte hai.n kahaa.n sa.ng-e-vaqt ke
sahraa kii tishnagii me.n abul-haul ha.ns pa.Daa
Adil Mansuri
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
har roz maa.n kaa chehra me.n taktaa huu.n pyaar se
har roz haj mai.n kartaa huu.n ehraam ke baGair