SEARCH RESULTS
Showing search results for "'mahmuud'"
Ghazal MATCHES FOR "'mahmuud'"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai KHuu-e-ayaazii hii sazaavaar-e-malaamat
mahmuud ko kyuu.n ta.ana-e-ikraam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
jo ho sakaa na miraa us ko bhuul jaa.uu.n mai.n
paraa.ii aag me.n kyuu.n u.ngliyaa.n jalaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
lafz-o-manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Ghazal
ab dil bhii dukhaa.o to aziyyat nahii.n hotii
hairat hai kisii baat pe hairat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
yahaa.n 'ayaaz' hai aaqaa Gulaam hai 'mahmuud'
'jaliil' kyaa mai.n kahuu.n tum se kaarKHaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dasht mar.uub hai kitnaa mirii viiraanii se
mu.nh takaa kartaa hai har dam miraa hairaanii se
Aslam Mahmood
Ghazal
tiraa KHayaal agar juzv-e-zindagii na rahe
jahaa.n me.n mere liye ko.ii dilkashii na rahe
Mahmood Ghazni
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
Khalid Mahmood
Ghazal
ye husn-o-ishq kaa hai ittihaad-e-yak-ra.ngii
vahii hai marzii-e-mahmuud jo ayaaz kare
Bedam Shah Warsi
Ghazal
hairat-e-jalva muqaddar hai to jalvaa kyaa hai
tujh se vaabasta hai dil varna tamaashaa kyaa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
KHaak se KHvaab talak ek sii viiraanii hai
mere andar mire baahar kii bayaabaanii hai
Akram Mahmud
Ghazal
marte hu.e vajuud kii hasrat tamaam-shud
saa.nso.n se lipTii aaKHirii chaahat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
paise hote to tujhe le ke khilaune detaa
varna kyaa mai.n mere bachche tujhe rone detaa