SEARCH RESULTS
Showing search results for "'raman'"
Ghazal MATCHES FOR "'raman'"
Ghazal
'ramman' ko ab bhii apnii mohabbat pe naaz hai
tum baa-vafaa the yaar abhii kal kii baat hai
Raman Lal Agarwal
Ghazal
mire KHudaa tuu hii 'ramman' kii laaj rakh lenaa
tire karam ke sahaare ye pyaar baaqii hai
Raman Lal Agarwal
Ghazal
'ramman' jo sataataa hai zamaana to sataa.e
ham par yahii laazim hai kare.n pyaar kii baate.n
Raman Lal Agarwal
Ghazal
tuu ne 'ramman' ko sadaa duur se dekhaa hai sanam
ruKH se tuu parda haTaa de to bahaar aa jaa.e
Raman Lal Agarwal
Ghazal
ajab sii be-KHudii 'ramman' pe chhaa.ii
tiraa jalva abhii dekhaa nahii.n thaa
Raman Lal Agarwal
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
baiThe hai.n chain se kahii.n jaanaa to hai nahii.n
ham be-gharo.n kaa ko.ii Thikaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
yahaa.n to jo bhii hai aab-e-ravaa.n kaa aashiq hai
kisii ne KHushk nadii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
jab us kii bazm me.n daar-o-rasan kii baat chalii
mai.n jhaT se uTh gayaa aur aage aa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye meraa pahlaa ramzaan thaa us ke baGair
mat puuchho kis mu.nh se roze khole hai.n