SEARCH RESULTS
Showing search results for "'saahiba'"
Ghazal MATCHES FOR "'saahiba'"
Ghazal
yaad aataa hai mujhe ret kaa ghar baarish me.n
me.n akelii thii sar-e-raahguzar baarish me.n
Sahiba Sheheryar
Ghazal
mujh ko viiraan sii raato.n me.n jagaane vaale
luuT le jaan mirii mujh ko sataane vaale
Sahiba Sheheryar
Ghazal
Sahiba Sheheryar
Ghazal
sukuu.n maa.nge na raahat maa.ngtii hai
ye chaahat to ibaadat maa.ngtii hai
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
ab bhii palko.n pe kuchh ghaTaa.e.n hai.n
bhiige mausam hai.n nam havaa.e.n hai.n
Nighat Sahiba
Ghazal
ab kuchh hii lamho.n kaa safar ye baaqii hai
'saahiba' bojh kahaa.n tak sah paa.e ko.ii
Sahiba Sheheryar
Ghazal
mujh ko har lamha na.ii ek kahaanii degaa
har kahaanii me.n tiraa rang dikhaa.ii degaa
Sahiba Sheheryar
Ghazal
ilm-o-adab me.n ham ne ye siikhaa hai 'saahiba'
rakh kar qalam ke saamne talvaar haarnaa
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
shahr me.n dariyaa-dilii kii lan-taraanii aur hai
par mire panghaT se bahtaa hai jo paanii aur hai
Nighat Sahiba
Ghazal
ab na.e zulm to iijaad nahii.n hone ke
saahibaa ham ko.ii fariyaad nahii.n hone ke
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
Sahiba Sheheryar
Ghazal
vafaa ke nuur se KHud ko sajaa ke baiThii huu.n
kisii kii yaad me.n duniyaa bhulaa ke baiThii huu.n
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
ham to aisii fikr se ab ho chuke hai.n be-niyaaz
hone do jo 'saahiba' achchhaa buraa hone ko hai
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
'saahiba' sii.nchte hai.n KHuun-e-jigar se jis ko
hai ye mumkin ke vahii phuul bhii patthar nikle
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
use yaqii.n mirii baato.n pe ab na aa.egaa
miraa lahuu hii mere baa'd haq jataa.egaa
Sahiba Sheheryar
Ghazal
thapkiyaa.n de ke tire Gam ko sulaayaa ham ne
kyaa kahe.n kis tarah ye bojh uThaayaa ham ne