SEARCH RESULTS
Showing search results for "'tausiif'"
Ghazal MATCHES FOR "'tausiif'"
Ghazal
us zulf kii tausiif bataa.ii nahii.n jaatii
ik lambii kahaanii hai sunaa.ii nahii.n jaatii
Jigar Jalandhari
Ghazal
kuchh ne aa.nkhe.n kuchh ne chehra dekhaa hai
sab ne tujh ko tho.Daa tho.Daa dekhaa hai
Tousief Tabish
Ghazal
Tousief Tabish
Ghazal
vo parii-zaad hai ye sab ko dikhaanaa thaa mujhe
sirf ik baar use haath lagaanaa thaa mujhe
Tousief Tabish
Ghazal
kaash ik shab ke liye KHud ko mayassar ho jaa.e.n
farsh-e-shabnam se uThe.n aur gul-e-tar ho jaa.e.n
Tauseef Tabassum
Ghazal
mai.n terii aa.nkh me.n ye kyaa talaash kartaa huu.n
bha.nvar ke biich kinaara talaash kartaa huu.n
Tousief Tabish
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
baham tanz o tausiif o shukr o shikaayat
fasaahat Gazal hai balaaGat Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
dekhuu.n tujhe to daaman-e-tausiif kah uThe
ik harf bhii mile nahii.n tanqiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
aap ke husn kii tausiif se maqsad hai miraa
naqsh-e-fitrat ko zaraa aur ubhaaraa jaa.e
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
mai.n tire dhyaan ke gaa.nv me.n nikal aayaa huu.n
dhuup ko chho.D ke chhaa.nv me.n nikal aayaa huu.n