SEARCH RESULTS
Showing search results for ",0RaE"
Ghazal MATCHES FOR ",0rae"
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
naazim ho mohammad kaa agar lucknow jaa.uu.n
is mulk me.n huu.n ma.adilat-aaraa-e-banaras
Hatim Ali Mehr
Ghazal
saahib-ur-raa.e kahaa.n itne baham the pahle
ye chuniida to bahut chiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
ham dil ko in alfaaz se karte hai.n muKHaatab
ai jalva-gah-e-anjuman-aaraa-e-qayaamat
Fani Badayuni
Ghazal
o vajuud-e-chaman-aaraa-e-azal ke munkir
KHud-baKHud gul hu.e maujuud na KHaar aap se aap
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
fitrat-aaraa-e-junuu.n hai tan-e-uryaa.n meraa
merii be-chaargiyaa.n hai.n sar-o-saamaa.n meraa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ham bhii kabhii the anjuman-aaraa-e-aarzuu
us jaan-e-bazm-o-zeb-dah-e-anjuman se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
hotii chaman-aaraa-e-azal kii jo mashiyyat
apne shajar-e-ishq kaa vaqt-e-samar aataa
Imdad Imam Asar
Ghazal
ruuh-e-shab apnii adaa.o.n kii tab-o-taab liye
KHalvat-aaraa-e-bayaa.n ho to Gazal hotii hai
Hurmatul Ikaram
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
mai.n ne haafiz kii tarah tai ye kiyaa hai 'aabid'
ba.ad-azii.n mai na KHuram be-kaf-e-bazm-aaraa.e
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ek hii jalva hai jab ha.ngaama-aaraa-e-shuhuud
phir vahii shaahid vahii mash.huud honaa chaahiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
aap se aap to paidaa nahii.n ye laala-o-gul
ko.ii aaKHir chaman-aaraa-e-jahaa.n hai to sahii
Nihal Sevharvi
Ghazal
har jalva ban gayaa chaman-aaraa-e-zindagii
kyaa kyaa na mujh ko faiz tirii yaad se hu.aa
Saqib Rampuri
Ghazal
mahfil-aaraa-e-haqiiqat hai miraa zauq-e-nazar
dil ko KHalvat-kada-e-bazm-e-butaa.n kartaa huu.n