SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DoZ"
Ghazal MATCHES FOR ",Doz"
Ghazal
KHushbuu to muddato.n kii zamii.n-doz ho chukii
ab sirf pattiyo.n ko havaa me.n uchhaaliye
Qateel Shifai
Ghazal
hai.n naavak-e-dil-doz mire yaar ke tevar
ik baar vo sab tiir chalaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
baaqii na rahii naavak-e-dil-doz kii haajat
zaalim tirii siidhii sii nazar bhii hai ko.ii chiiz
Nooh Narvi
Ghazal
terii aahe.n bhii pahu.nch jaa.e.ngii rab tak ik din
aaho.n me.n apnii vo dil-doz asar paidaa kar
Ram Chandr Varma Sahil
Ghazal
Guruur thaa jinhe.n apnii zamiin-daarii kaa
zamiin-doz hu.aa KHaandaan kis kaa thaa
Rukhsana amrohvii
Ghazal
phuul to gir ke zamii.n-doz ho jaa.e.nge par
KHushbu.o.n ko to abhii baad-e-sabaa honaa hai
Zubair Alam
Ghazal
vo musaafir paa-ba-jaulaa.n jaane kyuu.n lab-doz the
ek jaisaa dard-e-afsaana sabhii chehro.n pe thaa
Basheer Dada
Ghazal
bastii ke sulagte hu.e ghar dekh rahe hai.n
dil-doz manaazir hai.n magar dekh rahe hai.n
Arjumand Bano Afshan
Ghazal
dil-doz nigah yaar kii hotii hai muqaabil
barchhii kii anii sii mire siine me.n ga.ii ga.D
Waliullah Muhib
Ghazal
har lamha dil-doz KHamoshii chiiKH rahii hai
mai.n huu.n jahaa.n tanhaa.ii merii chiiKH rahii hai
Jamal Owaisi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
aa.nkh se gir ke mire ashk zamii.n-doz hu.e
hijr me.n is ko hii barsaat kahaa jaataa hai
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
faatima-zahra ke dil-doz tahammul kii qasam
azmat-e-rafta se duniyaa me.n charaaGaa.n kar de.n
Saeeda Jahan Makhfi
Ghazal
Guruur thaa jinhe.n apnii zamiin-daarii kaa
zamiin-doz hu.aa KHaandaan kis kaa thaa
Halima Firdaus
Ghazal
hasrat bhii hai naumiidii bhii hai yaas bhii Gam bhii
dil-doz hai.n ajzaa-e-pareshaan-e-tamannaa