SEARCH RESULTS
Showing search results for ",KdUc"
Ghazal MATCHES FOR ",Kduc"
Ghazal
paataa huu.n us se daad kuchh apne kalaam kii
ruuhul-qudus agarche miraa ham-zabaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ruuhul-qudus kii tujh ko qasam aur masiih kii
mariyam ke tujh ko iffat-e-daamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sameT rakkhe hai.n ruuhul-qudus ne par apne
pahu.nch rahii hai kahaa.n tak is iztiraab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
barsaat me.n koyal sii jahaa.n kuuk rahii thii
aabaad vo KHvaabo.n kaa nagar hai ki nahii.n hai
Qateel Shifai
Ghazal
ruuh-e-'naasiKH' hai usii kii ruuh-e-aqdas par nisaar
baarhaa jis ke liye ruuhul-qudus naazil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
koyal kii kuuk chalne lagii jab nadii ke saath
kaise vo boltii thii mujhe yaad aa ga.ii
Mansoor Faaiz
Ghazal
huuk uTThii idhar jii me.n udhar kuuk uThii koyal
puuchhe ko.ii to kaun idhar me.n na udhar me.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
tum ne bujhaa.ii bajtii hu.ii ba.nsiyo.n kii kuuk
mujh se mire vajuud ke taT taas chhiin kar
Nasir Shahzad
Ghazal
aa.iine kii gar sair kare shaiKH ye dekhe
sar KHurs kaa mu.nh KHuuk kaa la.nguur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
koyal nii.n aa ke kuuk sunaa.ii basant rut
bauraa.e KHaas-o-aam ki aa.ii basant rut
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
sab kuchh ye raunaqe.n hai.n unhii ke quduum kii
har ik ko ho nasiib ziyaarat KHudaa kare
Riyaz Qasid
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
vo koyalo.n kii kuuk se kyaa hogaa mutma.in
jis dil ko justujuu-e-navaa-e-bilaal hai
Khalid Zahid
Ghazal
phir quduum-e-shauq ko chhuune lagii aavaargii
phir bulaave kuucha-e-jaanaa.n se aa.e chal pa.Do
Sardar Saleem
Ghazal
dii kis ne is ko jaa ke naved-e-quduum-e-yaar
hai naagavaar baaG se jaanaa bahaar ko