SEARCH RESULTS
Showing search results for ",MNsI"
Ghazal MATCHES FOR ",mnsi"
Ghazal
vus.at-e-rahmat-e-haq dekh ki baKHshaa jaave
mujh saa kaafir ki jo mamnuun-e-ma.aasii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
dariyaa-e-ma.aasii tunuk-aabii se hu.aa KHushk
meraa sar-e-daaman bhii abhii tar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us laal-e-lab ke ham ne liye bose is qadar
sab u.D ga.ii misii kii dha.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aa.nkh uThaa dekhiye aur dekh ke ha.ns bhii diije
apne kaajal kii zakaat aur misii-o-paan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aaraa.ish-e-jamaal balaa kaa nuzuul hai
andher kar diyaa jo vo missii lagaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
kaa.np uThe baargah-e-sar-e-afaaf-e-malakuut
yuu.n ma.aasii kaa lu.nDhaate hu.e paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jis ko samjhe lab-e-paa.n-KHurda vo maalida-misii
mardumaa.n dekhiyo phuulii vo kahii.n shaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Shauq Lakhnavi
Ghazal
aa.nkh mastii kii bharii shoKH nigaahe.n chanchal
qahr kaajal kii khachaavaT misii o paan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai lab misii ko phe.nk ki niilam hai kam-bahaa
yaaquut de yaa de ko.ii laal-e-yaman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa kyaa sifat zabaan se sausan kii bhii sunii
mal kar misii chaman me.n jo us ne dikhaa.e ho.nTh