SEARCH RESULTS
Showing search results for ",MuHY"
Ghazal MATCHES FOR ",muHy"
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
maz.hab kaa sirf naam hai varna samaaj par
ab tak hai muhr sabt vahii zaat-paat kii
Shaukat Wasti
Ghazal
zabaa.n pe muhr lagii ho to raah-e-ulfat me.n
nigaah-e-shauq se us ko payaam karte chalo
Abrar Nghmi
Ghazal
sabhii ke jism pe achchhaa.ii kii thii muhr 'shakiil'
is anjuman me.n akelaa KHaraab mai.n hii thaa
Shakeel Azmi
Ghazal
hai ishaara yahii muu-haa-e-mizha kaa un kii
ham vo nashtar hai.n ki jo KHuun-e-jigar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mummy dhyaan se baahar aayaa jaayaa karo
merii beTii ye mujh ko samjhaatii hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
saaqiyaa muhr-ba-lab kar ke sila kyaa paayaa
hashr kuchh aur KHamoshii ne bapaa rakkhaa hai
Sadiq Bajwa
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
badan mummy thaa nazar barf saa.ns kafuurii
tamaam raat guzaarii hai sard baa.nho.n me.n
Badnam Nazar
Ghazal
gul-mohr pe KHizaa.n ne lagaa.ii hai Gam kii muhr
tiitar kha.nDar pe shaaKH kii siskaarii bhar gayaa
Arsalan Rathor
Ghazal
Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji
Ghazal
Galat hai puuchhnaa logo.n se daastaan-e-sitam
zabaa.n pe muhr lagii ho to ko.ii kyaa bole
Asim Wasti
Ghazal
saare usuul muhr-ba-lab dekhte rahe
jab jhuuT kii panaah me.n har ek bach gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
yaqiin kaise karuu.n KHat ye tuu ne bhejaa hai
ki is pe muhr bhii aur teraa dastaKHat bhii nahii.n
Ibrahim Noori
Ghazal
muhr ho.nTo.n se lagaa.ii is zamiin-e-husn par
apne qabze is zamii.n par aur mustahkam kiye
Qamar Aasi
Ghazal
yaa to suqraat hai ab maslahatan muhr-ba-lab
log hii mar ga.e yaa zahr pilaane vaale