SEARCH RESULTS
Showing search results for ",NETe"
Ghazal MATCHES FOR ",neTe"
Ghazal
chhat se us kii dhuup ke neze aate hai.n
jab aa.ngan me.n chhaa.nv hamaarii rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
mujhe bharosa hai apne lahuu ke qatro.n par
mai.n neze neze ko shaaKH-e-gulaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
rakh diye jaa.e.nge neze lafz aur ho.nTo.n ke biich
zill-e-sub.haanii ke ahkaamaat jaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
neze pe rakh ke aur miraa sar buland kar
duniyaa ko ik charaaG to jaltaa dikhaa.ii de
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
us kii naaraazii kaa suuraj jab savaa neze pe thaa
apne harf-e-ijz hii ne sar pe saaya kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
hai savaa neze pe us ke qaamat-e-nau-KHez se
aaftaab-e-sub.h-e-mahshar hai gul-e-dastaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
hijr tanhaa.ii hai suuraj hai savaa neze par
din hii rahtaa hai yahaa.n raat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n KHaraabo.n kaa makii.n aur ta'alluq meraa
tere naate kabhii KHvaabo.n ke mahallaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
lahraate hu.e aa.e the vo amn kaa parcham
parcham ko uThaa.e hu.e neze kii anii thii
Anwar Masood
Ghazal
jab ek saa.ns ghuse saath ek note pise
nizaam-e-zar kii hasii.n aasiyaa jo tuu chaahe
Majeed Amjad
Ghazal
har daur ne baKHshii mujhe me.araaj-e-mohabbat
neze pe cha.Dhaa huu.n kabhii suulii pe cha.Dhaa huu.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
mere labo.n pe aaj qayaamat kaa vaqt hai
neze pe sar hai aur tilaavat kaa vaqt hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
aa.nkh to khultii hai kirno.n kii talab me.n lekin
zeb-e-mizhgaa.n kisii neze kii anii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
KHiraaj mujh ko diyaa aane vaalii sadiyo.n ne
buland neze pe jab hii hu.aa hai sar meraa
Anwar Jalalpuri
Ghazal
jab bhii aa.nkho.n me.n tirii ruKHsat kaa manzar aa gayaa
aaftaab-e-vaqt neze ke baraabar aa gayaa