SEARCH RESULTS
Showing search results for ",O2qa"
Ghazal MATCHES FOR ",o2qa"
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
royaa kare.nge aap bhii pahro.n isii tarah
aTkaa kahii.n jo aap kaa dil bhii mirii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
TuuTaa to kitne aa.ina-KHaano.n pe zad pa.Dii
aTkaa hu.aa gale me.n jo patthar sadaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
raat ne aisaa pe.nch lagaayaa TuuTii haath se Dor
aa.ngan vaale niim me.n jaa kar aTkaa hogaa chaa.nd
Rahi Masoom Raza
Ghazal
mai.n adam se bhii pare huu.n varna Gaafil baar-haa
merii aah-e-aatishii.n se baal-e-anqaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kis se puuchhuu.n tire aaqaa kaa pata ai rahvaar
ye alam vo hai na ab tak kisii shaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
raasta chalne kii ik chhe.D thii tuu aaqaa na aa
ham to ye qaul ye va.ada ye qasam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
jafaa ho yaa vafaa ham sab me.n KHush hai.n
kare.n kyaa ab to dil aTkaa hu.aa hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
vahshat kahaa.n ki be-KHudii inshaa kare ko.ii
hastii ko lafz-e-m.ani-e-anqaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkh kholii to jahaa.n kaan-e-javaahar thaa 'nadiim'
haath phailaa.e to har chiiz ko anqaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
chhup rahe ho.nge nazar se kahii.n anqaa kii tarah
tauba kiije kahii.n marte hai.n kamar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
anqaa ne gum kiyaa hai nishaa.n naam ke liye
gum-gashta kaun kahtaa hai shohrat-parast hai