SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Qklp"
Ghazal MATCHES FOR ",qklp"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
madan mast badal mast kajan mast parii mast
hu.ii mast pavan mast lagan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
dekh ke khi.Dkii se baarish ko paagal la.Dkii
aaj bhii do cup chaa.e banaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
naam meraa yaad karke chuskiyo.n ke biich me.n
kyaa hu.ii hai chaa.e ke cup me.n tire halchal kabhii
Sandeep Thakur
Ghazal
yaqiinan ho gayaa hai modern apnaa gharaanaa bhii
jahaa.n par cap hotii thii vahaa.n ab hat hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
tire darsan kii mai.n huu.n saa.ii.n maatii
muje laavo piyaa chhaatii suu.n chhaatii
Quli Qutub Shah
Ghazal
tuman raushnii bin haman raushnii naah
tuu diidaar bin sabhii diidaar hai.n kaah
Quli Qutub Shah
Ghazal
chaa.e kaa cup ho 'nabiil' aur kisii kii yaade.n
raat kaa pichhlaa pahar aalam-e-tanhaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
pyaarii ke nainaa.n hai.n jaise kaTaare
na sam us ke a.nge ko.ii hai.n do dhaare
Quli Qutub Shah
Ghazal
bistar me.n ek chaa.nd taraashaa thaa lams ne
us ne uThaa ke chaa.e ke cup me.n Dubo diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
'KHaalid' rahe na sab kii tarah bas qalam qulii
zulmat ko be-naqaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
mahfil me.n shor-e-qulqul-e-miinaa-e-mul hu.aa
laa saaqiyaa pyaala ki tauba kaa qul hu.aa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
nazar taj pe hai kyaa tamaashaa kaa haajat
nahii.n sabz KHat aage champaa kaa haajat