SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UlqB"
Ghazal MATCHES FOR ",ulqb"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
savaab-o-taa.at-o-taqvaa faziilat-o-alqaab
pa.De hu.e the kahii.n mai.n nashe se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
saltanat haath se jaatii rahii lekin ham log
chand baKHshe hu.e alqaab liye phirte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
mujh pe tanqiid bhii hotii hai to alqaab ke saath
kam se kam itnaa saliiqa to hai begaane me.n
Iqbal Azeem
Ghazal
kuchh to taa-umr rahe kasb-e-hunar me.n masruuf
aur kuchh tamGa-o-alqaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
safar hai dhuup kaa is me.n qayaam tho.Dii hai
balaa hai ishq ye bachcho.n kaa kaam tho.Dii hai
Alka Mishra
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
yaar ko tum se mohabbat nahii.n to ai 'aatish'
KHat me.n alqaab ye phir mushfiq-e-man hai kis kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
be-naam hu.e naam kii takriim ke haatho.n
pahchaantaa kyaa ko.ii ki alqaab bahut the
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
naama-bar mujh se ye kahtaa hai ki tum to kyaa ho
baadshah bhii to vahaa.n qaabil-e-alqaab nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gaib se hote hai.n ilqaa mire dil me.n mazmuun
dekh faizaan suKHan kaa hai KHudaa-daad mujhe
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
dil-shikan ahd-shikan sabr-shikan qadr-shikan
puuchh le apne sab alqaab-e-sifaatii mujh se