SEARCH RESULTS
Showing search results for ",bEGm"
Ghazal MATCHES FOR ",beGm"
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
kone me.n baadshaah pa.Daa uu.nghtaa rahaa
Table pe raat kaT ga.ii begam Gulaam se
Adil Mansuri
Ghazal
is ishq kii himmat ke mai.n sadqe huu.n ki 'begam'
har vaqt mujhe marne pe tayyaar to rakkhaa
Begam Lakhnavi
Ghazal
miim bhii yuu.n hii hai aur nuun ke andar nuqta
muflisaa beg hai ye vaav bhii aur chhoTii he
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
begam shauhar uj.De uj.De lagte hai.n
aaKHir kis ne kis ko luuTaa hotaa hai
Om Bhutkar Maghloob
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
kahaa.n hai shervaanii aur Topii laa.iye begam
abhii din hai magar pahle se tayyaarii to karnii hai
Tashna Azmi
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
bahut mushkil hai begam kii nigahbaanii se bachnaa
samundar me.n bhii rahnaa aur tuGyaanii se bachnaa
Khalid Irfan
Ghazal
begam kii god me.n mujhe har saal ik na ek
munnii dikhaa.ii de kabhii munnaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
begam P.I.A se karaachii chalii ga.ii.n
ab ham bhii jaane vaale hai.n saamaan to gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
nahii.n qassaab-e-ajal se ko.ii be-Gam hargiz
postii.n chhiine ye mun.im kii to ka.ngaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
qur.aa.n kitaab hai ruKH-e-jaanaa.n ke saamne
mus.haf uThaa luu.n saahib-e-qur.aa.n ke saamne