SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fiDg"
Ghazal MATCHES FOR ",fiDg"
Ghazal
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
rahnumaa.o.n kii adaa.o.n pe fidaa hai duniyaa
is bahaktii hu.ii duniyaa ko sa.nbhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
dil o jaa.n fidaa-e-raahe kabhii aa ke dekh hamdam
sar-e-kuu-e-dil-figaaraa.n shab-e-aarzuu kaa aalam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jaanii mai.n tere naaf-piyaale pe huu.n fidaa
ye aur baat hai tiraa paikar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
sar-ba-sar yaar kii marzii pe fidaa ho jaanaa
kyaa Gazab kaam hai raazii-ba-razaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kyuu.n aise nabii par na fidaa huu.n ki jo farmaa.e
achchhe to sabhii ke hai.n buraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
chaahtaa hai mujh ko tuu bhuule na bhuuluu.n mai.n tujhe
tere is tarz-e-taGaaful ke fidaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
vo aa rahaa mire ham-saa.e me.n to saa.e se
hu.e fidaa dar-o-diivaar par dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne talvaare.n lagaa.ii.n aise kuchh andaaz se
dil kaa har armaa.n fidaa-e-dast-e-qaatil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
fidye bahut us abruu-e-KHamdaar ke liye
chuu rang kii kamii nahii.n talvaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
jis pe ho jaa.e.n fidaa ko.ii bhii aisaa na milaa
saik.Do.n dekhe hasii.n aap ke diidaar ke ba.ad
Purnam Allahabadi
Ghazal
is ishaare ke fidaa aise tajaahul ke nisaar
maar kar aa.nkh vo mu.nh pher liyaa karte hai.n