SEARCH RESULTS
Showing search results for ",guJG"
Ghazal MATCHES FOR ",gujG"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
ye chand lamho.n kii be-iKHtiyaariyaa.n hai.n 'vasiim'
gunah se rishta bahut der rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
dil me.n kisii ke raah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
kitnaa hasii.n gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
rachaa hu.aa hai badan me.n abhii suruur-e-gunaah
abhii to KHauf nahii.n aa.egaa sazaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
guu.nge nikal pa.De hai.n zabaa.n kii talaash me.n
sarkaar ke KHilaaf ye saazish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
aashiqo husn-e-jafaakaar kaa shikva hai gunaah
tum KHabardaar KHabardaar na aisaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
masarrato.n me.n bhii jaage gunaah kaa ehsaas
mire vajuud ko itnii bhii paarsaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
teG munsif ho jahaa.n daar-o-rasan ho.n shaahid
be-gunah kaun hai us shahr me.n qaatil ke sivaa