SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nuNh"
Ghazal MATCHES FOR ",nunh"
Ghazal
tiraa KHayaal bahut der tak nahii.n rahtaa
ko.ii malaal bahut der tak nahii.n rahtaa
Noon Meem Danish
Ghazal
ham to kahne jaa rahe the hamza-e-ye vassalaam
biich me.n us ne achaanak nuun-Gunna kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
tuufaan-e-nuuh bhii ho to mil jaa.e KHaak me.n
allaah re Gubaar tiraa pur Gubaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
bahr-e-zauq-o-shauq me.n ye bhii Ganiimat jaaniye
'nuuh' ko tuufaan uThaa kar Garq karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
jo be-sabaat ho us sarKHushii ko kyaa kiije
ye zindagii hai to phir zindagii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
mulk-e-suKHan me.n yuu.n nahii.n aane kaa inqalaab
do-chaar baar nuun kaa elaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
tire karam se KHudaa.ii me.n yuu.n to kyaa na milaa
magar jo tuu na milaa ziist kaa mazaa na milaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
tuu aashnaa-e-jazba-e-ulfat nahii.n rahaa
dil me.n tire vo zauq-e-mohabbat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
ai 'nuuh' na tum us ko hasiino.n me.n ga.nvaa.o
ye KHuub samajh lo ki riyaasat hai ba.Dii chiiz
Nooh Narvi
Ghazal
miinaa-e-nuh-falak hai kahaa.n baada-e-nashaat
shiishe hai.n ye to zahr-e-halaahal ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ilm KHaaliq kaa KHazaana hai miyaan-e-kaaf-o-nuun
ek kun kahne se ye kaun-o-makaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
ye alag baat ki mai.n nuuh nahii.n thaa lekin
mai.n ne kashtii ko Galat samt me.n bahne na diyaa
Azhar Inayati
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
vo kisii bhii aks-e-jamaal me.n nahii.n aa.egaa
vo javaab hai to savaal me.n nahii.n aa.egaa