SEARCH RESULTS
Showing search results for ",oSLZ"
Ghazal MATCHES FOR ",oslz"
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kyaa ramz jaan.nii hai tujhe asl-e-ishq kii?
jo tujh me.n us badan ke sivaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ii.nTo.n ko aapas me.n milaane vaalaa shaKHs
asl me.n ik diivaar uThaane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
go umr basar us kii tahqiiq me.n kii to bhii
maahiyyat-e-aslii ko apnii na zaraa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
nashv-o-numaa hai asl se 'Gaalib' furuu.a ko
KHaamoshii hii se nikle hai jo baat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
kiye hu.e hai faraamosh tuu jise 'baasir'
vahii hai asl me.n teraa maqaam terii jagah
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
jab ishq apne markaz-e-aslii pe aa gayaa
KHud ban gayaa hasiin do aalam pe chhaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye ham jo Dhuu.nDte phirte hai.n qatl-gaaho.n ko
dar-asl chaaragaro.n ko talaash karte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo ko.ii aur ho jo saath kisii aur ke hai
asl me.n to vo abhii lauT ke aayaa hii na ho