SEARCH RESULTS
Showing search results for ",putL"
Ghazal MATCHES FOR ",putl"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
udaasii aasmaa.n hai dil miraa kitnaa akelaa hai
parinda shaam ke pul par bahut KHaamosh baiThaa hai
Bashir Badr
Ghazal
haatho.n me.n haath le ke yahaa.n se guzar chale.n
qadmo.n me.n pul-siraat sahii raastaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
mohabbato.n ke safar par nikal ke dekhuu.ngaa
ye pul-siraat agar hai to chal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
ajiib shaKHs thaa baarish kaa rang dekh ke bhii
khule dariiche pe ik puul-daan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
bahut zamiin bahut aasmaa.n mile.nge tumhe.n
pa ham se KHaak ke putle kahaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
baa.nho.n me.n aa sakaa na havelii kaa ik sutuun
putlii me.n merii aa.nkh kii sahraa simaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
naaKHudaa dekh rahaa hai ki mai.n girdaab me.n huu.n
aur jo pul pe kha.De log hai.n aKHbaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
dekho insaa.n KHaak kaa putlaa banaa kyaa chiiz hai
boltaa hai is me.n kyaa vo boltaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yuu.n naqsh hu.aa aa.nkh kii putlii pe vo chehra
phir ham ne kisii aur kii suurat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
insaa.n ko kal kaa putlaa banaayaa hai us ne aap
aur aap hii vo kahtaa hai putle ko kal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
isii ne mujh ko sujhaa.ii hai raah-e-ahl-e-safaa
isii ne mujh se kahaa hai pul-e-siraat pe chal