SEARCH RESULTS
Showing search results for ",uwWT"
Ghazal MATCHES FOR ",uwwT"
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
tum chhupaa lo miraa dil oT me.n apne dil kii
aur mujhe merii nigaaho.n se bhii ojhal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
saahil tamaam ashk-e-nadaamat se aT gayaa
dariyaa se ko.ii shaKHs to pyaasaa palaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
shah-naame likkhe hai.n kha.nDaraat kii har ii.nT par
har jagah hai dafn ik afsaana tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
jis bazm me.n tuu naaz se guftaar me.n aave
jaa.n kaalbad-e-suurat-e-diivaar me.n aave
Mirza Ghalib
Ghazal
jab naam tiraa liijiye tab chashm bhar aave
is zindagii karne ko kahaa.n se jigar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
mar kar bhii haath aave to 'miir' muft hai vo
jii ke ziyaan ko bhii ham suud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aave jo mastaba me.n to sun lo ki raah se
vaa.iz ko ek jaam-e-mai-e-naab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
jo ko.ii aave hai nazdiik hii baiThe hai tire
ham kahaa.n tak tire pahluu se sarakte jaave.n