SEARCH RESULTS
Showing search results for ",zIMk"
Ghazal MATCHES FOR ",zimk"
Ghazal
ibaadato.n kaa tahaffuz bhii un ke zimme hai
jo masjido.n me.n safari pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
mere har Gam kii kifaalat bhii miraa zimma hai
apne Gam-KHaana-e-hastii kaa azaadaar huu.n mai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
der se aa.nkh pe utraa nahii.n ashko.n kaa azaab
apne zimme hai tiraa qarz na jaane kab se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kaise dariyaa kii hifaazat tire zimme Thahraa.uu.n
tujh se ik aa.nkh agar nam nahii.n rakkhii jaatii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
gunaaho.n ke liye insaan zimma-daar hai be-shak
magar phir bhii baGair us kii ijaazat kaun kartaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
laaGar itnaa huu.n ki gar tuu bazm me.n jaa de mujhe
meraa zimma dekh kar gar ko.ii batlaa de mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
aish gudaaz-e-dil bhii Gam-e-aashiqii me.n thaa
ik raahat-e-latiif bhii zimn-e-mehan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
kuchh aise farz bhii zimme hai.n zimme-daaro.n par
jinhe.n hamaare dilo.n ko dukhaa ke chalnaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
kuchh to ubhar ai suurat-e-shiirii.n ki dikhaa.uu.n
farhaad ke zimme bhii ajab koh-kanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
mo'tabar to qais kaa qissa bhii hai is zimn me.n
is havaale se miraa bhii vaaqi.a maujuud hai