SEARCH RESULTS
Showing search results for "آئین"
Ghazal MATCHES FOR "آئین"
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n jo gustaaKH huu.n aa.iin-e-Gazal-KHvaanii me.n
ye bhii teraa hii karam zauq-fazaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiirii
yaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
Allama Iqbal
Ghazal
chaman me.n kyuu.n chaluu.n kaa.nTo.n se bach kar
ye aa.iin-e-vafaadaarii nahii.n hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
saahil o bahr ke aa.iin salaamat na rahe
ab to saahil se bhii tuufaan uThaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
haar hii jiit hai aa.iin-e-vafaa kii ruu se
ye vo baazii hai jahaa.n jiit ke haare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
dete hai.n jaam-e-shahaadat mujhe maa'luum na thaa
hai ye aa.iin-e-mohabbat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.iin-e-KHaraabaat mo'attal hai to kuchh roz
ai rind-e-balaa-nosh-o-tahii-jaam taras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
behuuda-sarii sajde me.n hai jaan khapaanaa
aa.iin-e-mohabbat me.n adab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sabiha Saba
Ghazal
shahr-e-be-mehr me.n lab-basta Gulaamo.n kii qataar
na.e aa.iin-e-asiirii kii binaa chaahtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
jab mai.n ne kahaa kam karo aa.iin-e-hijaab aur
farmaayaa ba.Dhaa duu.ngaa abhii ek naqaab aur
Saail Dehlvi
Ghazal
bulbule.n taaqat-e-guftaar se mahruum hu.ii.n
ab ye aa.iin-e-gulistaa.n hai ise kyaa kahiye
Shahzad Ahmad
Ghazal
aa.iin-e-zabaa.n-bandii zindaa.n pe nahii.n laaguu
zanjiir salaamat hai jhankaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
aa.iin-e-paasdaarii-e-sahraa na chhuT sakaa
vaz'-e-junuu.n agarche badalte rahe hai.n ham