SEARCH RESULTS
Showing search results for "آماس"
Ghazal MATCHES FOR "آماس"
Ghazal
saaya na ho to dhuup jalaatii hai jism ko
tum kyaa karoge dhartii se aakaas chhiin kar
Nasir Shahzad
Ghazal
aamaaj-gaah-e-tiir-e-sitam kaun ham ki aap
phir puuchhte hai.n aap se ham kaun ham ki aap
Nooh Narvi
Ghazal
ham log to aakaas kii belo.n me.n ghire hai.n
KHush-baKHt hai.n jo gulshan-e-hastii me.n khile hai.n
Fakhr Zaman
Ghazal
kyaa Gam hai chhalak jaa.e saaGar miraa ai saaqii
vo taaknaa paimaana aamaaj se afzuu.n hai
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
vo to kahiye meraa dil aamaaj-gaah-e-shauq hai
varna kaun aataa hai tere be-KHataa ke saamne
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
jak.Daa hu.aa huu.n vaqt kii aakaas-bel me.n
is karb se faraar kii suurat nahii.n rahii
Afzal Safi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
aamaaj-gaah-e-fitna-o-shar hai vatan abhii
rahbar ke bhes me.n hai.n yahaa.n raahzan abhii