SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابا"
Ghazal MATCHES FOR "ابا"
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut hai lamha-e-maujuud kaa sharaf bhii mujhe
so apne fan se baqaa-e-abad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
ye baat raaz kii daadii ne ham ko batlaa.ii
hamaarii umr me.n abbaa bhii devdaas rahe
Siraj Faisal Khan
Ghazal
rah ke bhii duur sun sake abbaa kii khaa.nsiyaa.n
beTaa kabhii bhii baap kii beTii na ban sakaa
Ajay Sahaab
Ghazal
man ho darvesh to phir tan pe qabaa ho ki abaa
jog baanaa nahii.n andaaz-e-nazar hai baabaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
Jawwad Syed
Ghazal
is tarah daaG damakte hai.n dil-e-vahshii par
qais ke jism pe phuulo.n kii abaa ho jaise
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ham nahii.n saahib-e-takriim to hairat kaisii
sar pe dastaar na paikar pe abaa rakhte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
pata.ng u.Daane se kyaa man.a kar sake zaahid
ki us kii apnii abaa me.n pata.ng u.Dtii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
phir gosh-e-tasavvur me.n abbaa kii sadaa aa.ii
phir us ne dar-e-dil pe aavaaz dii chupke se
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
are maanaa tere abbaa ko bhaayaa hai
magar la.Dkaa sahii ho kyaa zaruurii hai