SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابکائي"
Ghazal MATCHES FOR "ابکائي"
Ghazal
roz-marra me.n lapeTii hu.ii bosiida-fazaa
apne atraaf se ubkaa.ii mujhe aatii nahii.n
Qasim Yaqub
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n tark-e-ta.alluq bhii kiyaa lauT bhii aayaa?
achchhaa thaa ki hotaa jo vo harjaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
kisii saudaa.ii kaa qissa kisii harjaa.ii kii baat
log le aate hai.n baazaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jaa-namaazo.n kii tarah nuur me.n ujlaa.ii sahar
raat bhar jaise farishto.n ne ibaadat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fuGaa.n to ishq kii ik mashq-e-ibtidaa.ii hai
abhii to aur ba.Dhegii ye lai abhii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
naqaab-e-husn-e-do-aalam uThaa.ii jaatii hai
mujhii ko merii tajallii dikhaa.ii jaatii hai