SEARCH RESULTS
Showing search results for "اتہاس"
Ghazal MATCHES FOR "اتہاس"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
aatii hai itihaas se un ke bhaa.nt bhaa.nt kii baas
har miTTii ko suu.ngh chuke hai.n ye banjaare log
Ahmad Wasi
Ghazal
ab chehra-e-maazii bhii pahchaanaa nahii.n jaataa
yuu.n TuuT ke bikhraa hai itihaas kaa aa.iina
Anwar Minai
Ghazal
aaj ke daur kaa itihaas bhii likhiye saahib
aap to bas hame.n guzraa hu.aa pal dete hai.n
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
hiir kahaa.n bachne vaalii hii thii pahle
dard bharaa itihaas hamaaraa kahtaa hai
Ashwini Yadav
Ghazal
Winod Ashk
Ghazal
kyaa sa.nvaare.nge kabhii haal kabhii mustaqbil
ek muddat se hai.n itihaas ke maare hu.e ham
Saabir Usmani
Ghazal
ko.ii taviil 'umr bhii yuu.n hii jiyaa 'nasiim'
ko.ii zaraa sii 'umr me.n itihaas rach gayaa
Mangal Naseem
Ghazal
be-gunaahii mirii itihaas likhe phir shaayad
dekhiye ab ke sazaa kyaa vo sunaataa hai mujhe
Nirmal Singh Raipuri
Ghazal
ab is adaa se havaa.e.n diye bujhaa.e.ngii
ki ittihaam bhii KHaana-nashii.n pe aa.egaa
Alam Khursheed
Ghazal
teraa huu.n aur teraa rahuu.ngaa tamaam umr
lekin mire liye na ko.ii ittihaam le
Shamim Jaipuri
Ghazal
duniyaa pe ittihaam munaasib nahii.n 'tufail'
apnii taraf bhii aap hariifaana dekhiye
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
ham aur terii shikaayate.n zaalim KHudaa se Dar
bohtaan hai Galat hai ye mahz ittihaam hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bhale muhib ho laakh par usuul ye hai 'zaan'
kisii kaa apne sar na ittihaam liijiye
Zaan Farzaan
Ghazal
tavaanaa ko bahaana chaahiye shaayad tashaddud ko
phir ik majbuur par shoriidgii kaa ittihaam aayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
be-e'tidaal the KHud un ke KHatt-o-KHaal 'zafar'
har ittihaam magar shiishagar pe Daal diyaa