SEARCH RESULTS
Showing search results for "اثاثۂ_شب"
Ghazal MATCHES FOR "اثاثۂ_شب"
Ghazal
ye meraa zarf ki mai.n ne asaasa-e-shab se
bas ek KHvaab liyaa aur chand sham.a-daan liye
Rafiq Sandelvi
Ghazal
nigaah aur charaaG aur ye asaasa-e-jaa.n
tamaam hotii hu.ii shab ke naam karnaa thaa
Ateequllah
Ghazal
nigaah aur charaaG aur ye asaasa-e-jaa.n
tamaam hotii hu.ii shab ke naam karnaa thaa
Ateequllah
Ghazal
ham charaaGo.n ko havaa.o.n se Daraataa kyaa hai
jab ki jiivan me.n siyah shab se ziyaada kyaa hai
Saabir Usmani
Ghazal
sanjiidgii se sochne baiThaa to Dar gayaa
kal shab mai.n apne aap me.n gahre utar gayaa
Manish Shukla
Ghazal
mai.n un huduud se kuchh aage jaane vaalaa thaa
tamaasha aur hii tujh ko dikhaane vaalaa thaa
Ateequllah
Ghazal
ab aa ki apnaa apnaa asaasa sameT le.n
ab ham pe vaqt kii hai saKHaavat tamaam shud
Tahir Adeem
Ghazal
Arshadul Qadri
Ghazal
tirii bazm se jo uTh kar tire jaa.n-nisaar aa.e
dil o jaa.n kaa sab asaasa tire dar pe vaar aa.e
Mubeen Mirza
Ghazal
paanii kii tarah ret ke siine me.n utar jaa
yaa phir se dhu.aa.n ban ke KHalaa.o.n me.n bikhar jaa
Rasheed Qaisrani
Ghazal
haadisa qahr-o-Gazab teG-o-tabar le lenaa
maut kaa shahr hai jiine kaa hunar le lenaa
Mahfooz Kaifi
Ghazal
kyaa ruup dostii kaa kyaa rang dushmanii kaa
ko.ii nahii.n jahaa.n me.n ko.ii nahii.n kisii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
jal gayaa saaraa asaasa paa.ii paa.ii jal ga.ii
bach gayaa meraa hunar saarii kamaa.ii jal ga.ii
Sayeed Ahsan
Ghazal
Hayat Lakhnavi
Ghazal
luT ga.ii apne asaase kii har ik shai lekin
bas buzurgo.n kii du'aa.o.n se vatan baaqii hai