SEARCH RESULTS
Showing search results for "اجاگر"
Ghazal MATCHES FOR "اجاگر"
Ghazal
suuraj ne chhupte chhupte ujaagar kiyaa to thaa
lekin tamaam raat pighalnaa pa.Daa mujhe
Ameer Qazalbash
Ghazal
nii.nd ne nii.nd se chau.nkaa ke uThaayaa mujh ko
KHvaab me.n KHvaab kii ta.abiir ujaagar hu.ii hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dil kaa mafhuum ishaaro.n se ujaagar na hu.aa
be-kasii-e-gila-e-KHaam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Ehteram Islam
Ghazal
dost tasviir bahut duur se khii.nchii ga.ii hai
ham ujaagar ye KHad-o-KHaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
aa.nkho.n ko band kar ke ba.Dii raushnii milii
maddham thaa jo bhii naqsh ujaagar lagaa mujhe
Shakeb Jalali
Ghazal
ye bhed sab pe ujaagar hu.aa to kaise hu.aa
ki mere dil me.n tiraa ghar hu.aa to kaise hu.aa
Faragh Rohvi
Ghazal
aa.ngan aa.ngan zahr barsaa.egii us kii chaa.ndnii
vo agar mahtaab kii suurat ujaagar ho gayaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
aks pa.Dte hii musavvir kaa qalam tharraa gayaa
naqsh ik aab-e-ravaa.n par hai ujaagar kis liye
Afzal Minhas
Ghazal
duur jaa kar mirii aavaaz sunii duniyaa ne
fan ujaagar miraa aa.iina-e-fardaa se hu.aa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ehsaas bhare dil me.n ik pyaar kaa saagar hai
jo sab se chhupaayaa thaa vo tujh pe ujaagar hai
Manisha Shikhar
Ghazal
Dhalte suuraj ne diyaa hai kitnii yaado.n ko faroG
chaa.nd yuu.n ubhraa ki har zarra ujaagar ho gayaa
Ahmad Tanvir
Ghazal
ye sher-e-zar suKHan-e-be-asar kii marqad hai
so kaise soz ujaagar ho naGma-KHvaanii me.n
Qasim Yaqub
Ghazal
use ab ahd-e-alam kii inaayate.n kahiye
ki zulmato.n me.n ujaagar hu.aa hai nuur miraa