SEARCH RESULTS
Showing search results for "احد"
Ghazal MATCHES FOR "احد"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'ahad' jiine ko to sab jii rahe hai.n is jahaa.n me.n
magar is ziist kaa matlab suKHanvar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
barhaman kahtaa thaa barham shaiKH bol uThaa ahad
harf ke ik pher se dono.n me.n jhag.Daa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
be-shak bahut shikaayat tujh ko hai is jahaa.n se
phir bhii 'ahad' ye teraa lahja pasand aayaa
Amit Ahad
Ghazal
ahad me.n miim rakhaa hamd se pahle alif rakhaa
ajab andaaz se allaah ne ahmad nikaalaa hai
Hafeez Momin
Ghazal
Alimullah
Ghazal
ism-e-ahmad me.n ahad aap chhupaa baiThaa thaa
miim kaa parda pa.Daa thaa mujhe ma.aluum na thaa
Asghar Nizami
Ghazal
mai.n suKHan rab-e-ahad ke fazl se karne lagaa
isti.aaro.n kii chamak mere KHazaano.n se uThii
Ahmad Jahangir
Ghazal
Pandit Tribhuvannath Zutshi Zar Dehlvi
Ghazal
'sahaab' is jahaa.n me.n har ik shai hai faanii
ki laafaanii bas ik KHudaa-e-ahad hai