SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتعاش"
Ghazal MATCHES FOR "ارتعاش"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
haatho.n ke irti.aash me.n baad-e-muraad hai
chaltii hai.n kashtiyaa.n ki du.aa kar rahe hai.n ham
Zulfiqar Aadil
Ghazal
rahmat nazar bachaa ke nikalne ko thii magar
vo irti.aash-e-dast-e-du.aa yaad aa gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
bas ab to rah ga.ii hai dikhaave kii zindagii
saa.nso.n ke taar taar me.n ek irti.aash hai
Afzal Minhas
Ghazal
vo mere shiisha-e-dil par KHaraash chho.D gayaa
dayaar-e-ruuh me.n ik irti'aash chho.D gayaa
Hira Nand Soz
Ghazal
quvvat-e-zabt vassalaam taaqat-e-sabr alvidaa.a
phir vahii irti.aash hai un kii nigaah-e-naaz me.n
Talib Baghpati
Ghazal
mai.n apne qatl pe chiiKHaa to duur duur talak
sukuut-e-dasht me.n ik irti.aash aa.egaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
jhale hai pa.nkhaa ye zaKHmo.n pe kaun aaTh pahar
milaa hai mujh ko nafas irti.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
to mil bhii jaa.e to phir bhii tujhe talaash karuu.n
har ek daur me.n taKHliiq-e-irti.aash karuu.n
Roohi Kanjahi
Ghazal
kisii se ahd-e-mohabbat pe jab bhii Gaur kiyaa
ik irti.aash saa pahro.n mire badan me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
ko.ii to saql giraa hogaa bahr-e-saakit me.n
vagarna phir ye dilii irti.aash kaisaa hai
Rahi Fidai
Ghazal
saa.nso.n ke irti.aash ne be-dam hii kar diyaa
dushman ko bhii KHudaa kabhii aisii sazaa na de
Tamkinur Rahman
Ghazal
kisii ke husn ne baKHshii hai mujh ko biinaa.ii
kisii ke lams ne baKHshaa hai irti'aash mujhe
Imtiyaz Anjum
Ghazal
batlaa.o hame.n le ke chale aa.e.n kashtiyaa.n
dil ke samundaro.n me.n agar irti.aash ho
Sayyed Mohammad Mehdi Ali
Ghazal
laraz ke rah gayaa qaatil bhii chand saa.at ko
jab irti.aash mire jism-e-be-asar se uThaa
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
guzar rahe hai.n damaadam yuu.n mere pahluu se
mujhe vo aaj 'ataa irti'aash karte hu.e