SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسم"
Ghazal MATCHES FOR "اسم"
Ghazal
ism bhuul baiThe ham jism bhuul baiThe ham
vo hame.n milii yaaro raat ik sitaare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
pathraayaa hai dil yuu.n ki ko.ii ism pa.Dhaa jaa.e
ye shahr nikaltaa nahii.n jaaduu ke asar se
Parveen Shakir
Ghazal
us ism-e-KHaas kii tarkiib se banaa huu.n mai.n
mohabbato.n ke talaffuz se kar nayaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
us mard-e-shafaq-faam ne ik ism pa.Dhaa aur
shahzaadii ko diivaar ke andar se nikaalaa
Sarvat Husain
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo parii-zaad hai ye sab ko dikhaanaa thaa mujhe
sirf ik baar use haath lagaanaa thaa mujhe
Tousief Tabish
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
tiraa KHayaal hii ab meraa ism-e-aazam hai
isii se saare KHayaalaat kaaT detaa huu.n
Moid Rasheedi
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ajab kashish hai pas-e-ism-e-zaat chaltii hu.ii
taviil sajde me.n hai kaa.enaat chaltii hu.ii
Aziz Nabeel
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Adnan Mohsin
Ghazal
apne lahuu ke shor se ta.ng aa chukaa hu.n mai.n
kis ne ise badan me.n nazar-band kar diyaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
na ism o jism na harf o nafas na saaya o naql
ye kyaa tilism ye kaisaa maqaam hai saaqii