SEARCH RESULTS
Showing search results for "اشتراک"
Ghazal MATCHES FOR "اشتراک"
Ghazal
ab us se tark-e-ta.alluq karuu.n to mar jaa.uu.n
badan se ruuh kaa is darja ishtiraak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Khalid Mubashshir
Ghazal
miiThaa miThaas se hai vo ujlaa kapaas se
baato.n me.n ishtiraak milan me.n tapaak hai
Nasir Shahzad
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sahraa ke ishtiraak pe raazii the sab fariiq
mahmil kaa jo fasaad thaa ushshaaq me.n rahaa
Ejaz Gul
Ghazal
mire Gamo.n se sarokaar bhii vo rakkhegaa
merii KHushii me.n javaab ishtiraak chaahtaa hai
Zaki Tariq
Ghazal
haa.n aaKHirash abad-e-ishtiraak-e-KHaak milaa
go ham rahe safar-e-aasmaan-e-faanii me.n
Qasim Yaqub
Ghazal
iKHtilaaf-e-zehn-e-fitrat zindagaanii kaa saraab
ishtiraak-e-baahamii hii maujib-e-dariyaa hu.aa
Ajiz Matvi
Ghazal
vafaa kii jang me.n dono.n kaa ishtiraak hu.aa
ko.ii shahiid hu.aa aur ko.ii halaak hu.aa
Tasleem Niyazi
Ghazal
ishtiraak-e-fikr ho kaise hamaare darmiyaa.n
terii KHvaahish aur hai merii tamannaa aur hai
Hafeez Shahid
Ghazal
fuzuul hai ye tasallii tamaashaa hamdardii
madad kaa jazba agar vajah-e-ishtiraak na ho
Abdullla Khan Manzar Talbi
Ghazal
miThaas lafzo.n me.n ba.Dh jaatii aur bhii 'aatish'
zabaa.n me.n baahamii kuchh ishtiraak hone se
Qurban Aatish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kab mujh ko e'tiraaf-e-mohabbat na thaa 'faraaz'
kab mai.n ne ye kahaa hai sazaa.e.n mujhe na do