SEARCH RESULTS
Showing search results for "انحراف"
Ghazal MATCHES FOR "انحراف"
Ghazal
use ye haq hai ki vo mujh se iKHtilaaf kare
magar vajuud kaa mere bhii e'tiraaf kare
Ejaz Rahmani
Ghazal
KHud apne jurm kaa mujrim ko e'tiraaf na thaa
magar ye jazba ba-naam-e-junuu.n mu.aaf na thaa
Bekal Utsahi
Ghazal
vo boltaa hai to sab log aise sunte hai.n
ki jaise us ne ko.ii inkishaaf karnaa hai
Azhar Adeeb
Ghazal
ye ittifaaq bhii ik inhiraaf hai goyaa
miraa 'zamiir' abhii tak mirii panaah me.n hai
Zameer Kazmi
Ghazal
mai.n munharif thaa jis se harf-e-inhiraaf kii tarah
khulaa vo dhiire dhiire bu-e-inkishaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ab is tarah bhii rivaayat se inhiraaf na kar
badal agarche tuu achchhaa na de, KHaraab to de
Quaiser Khalid
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
lahuu lahuu aarzuu badan kaa lihaaf hogaa
vo kitnaa buzdil hai aaj ye inkishaaf hogaa
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
tujh ko hai mujh se pyaar kabhii e'tiraaf kar
yaa kaun hai pasand ye tasviir saaf kar
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
gunaah kyaa hai miraa pahle inkishaaf karo
aur us ke baad sazaa do yaa phir mu.aaf karo
Mohsin Sahil
Ghazal
haqiiqato.n se kabhii inhiraaf mat kiije
qusuur jis kaa ho us ko mu.aaf mat kiije
Gauhar Usmani
Ghazal
sab ko bataa rahaa huu.n yahii saaf saaf mai.n
jalte diye se kaise karuu.n inhiraaf me.n
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
kisii KHataa se hame.n inhiraaf tho.Dii hai
hamaaraa KHud se ko.ii iKHtilaaf tho.Dii hai