SEARCH RESULTS
Showing search results for "انداز_نظر"
Ghazal MATCHES FOR "انداز_نظر"
Ghazal
vahii.n uThaa.ii hai andaaz ne nazar apnii
nazaara KHud ko nazar par jahaa.n nisaar kare
Andaz Amrohvi
Ghazal
mai.n nazar se ek andaaz-e-nazar hotaa hu.aa
kaun hai din raat mujh me.n be-KHabar hotaa hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
na.e Gamze na.e andaaz nazar aate hai.n
din-ba-din husn ke e.ajaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek jalva ba-sad andaaz-e-nazar dekh liyaa
tujh ko hii dekhaa kiye tujh ko agar dekh liyaa
Tabish Dehlvi
Ghazal
jab bhii ai 'shauq' zaraa dil ko sukuu.n milne lagaa
ham ko us shauq ke andaaz-e-nazar yaad aa.e
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
Ishrat Anwar
Ghazal
tere andaaz-e-nazar hii pe hai.n nazre.n sab kii
dekhnaa hai tiraa andaaz-e-nazar kyaa hogaa
Khwaja Zameer
Ghazal
zindagii soch azaabo.n me.n guzaarii hai miyaa.n
ek din me.n kahaa.n andaaz-e-nazar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
munfarid husn kii dushvaar hai parda-daarii
sau hijaabo.n me.n bhii andaaz nazar aa jaa.e
Masood Qureshi
Ghazal
aap andaaz-e-nazar apnaa badalte hii nahii.n
aur bure bante hai.n bechaare zamaane vaale
Bismil Azimabadi
Ghazal
narm aur garam-nigaahii pe nahii.n apnii nazar
tere hote tiraa andaaz-e-nazar kyaa dekhe.n