SEARCH RESULTS
Showing search results for "انگلستان"
Ghazal MATCHES FOR "انگلستان"
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
jo inglistaan kii sii bartarii ai hind chaahe tuu
milaa kar apne firqo.n ko ye izz-o-shaan paidaa kar
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
kal numaa.ish me.n milaa vo chiith.De pahne hu.e
mai.n ne puuchhaa naam to bolaa ki hindustaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
baiThaa hai jo ki saaya-e-diivaar-e-yaar me.n
farmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-hinduustaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaa
jaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.n
karachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
ham hu.e aazaad hindustaan aadhaa rah gayaa
phir ta.ajjub kyaa jo paakistaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
us ke rang-e-sabz kii hai chii.n me.n dhuum
kyuu.n na ho aaKHir ko hindostaan hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hindii kii apnii shaan hai urdu kii apnii shaan
dono.n hii aan-baan hai.n hindostaan kii
Ashok Mizaj Badr
Ghazal
jo tere sar-parast the kab ke chale ga.e
firqa-parastii tuu bhii ye hindostaan chho.D
Zafar Sahbai
Ghazal
vo aaj tak hai muhaajir ke naam se badnaam
jo shaKHs taish me.n hindostaan chho.D gayaa
Khwaja Saeeduddin Nawab
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
'faiz' ye mujh ko yaqii.n hai saazisho.n ke baavajuud
phuultii phaltii rahegii urdu hindostaan me.n
Faizul Amin Faiz
Ghazal
aa gale mil dard kaa rishta hai apne darmiyaa.n
itne zoro.n se na hindostaan paakistaan kar