SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوج_ثریا"
Ghazal MATCHES FOR "اوج_ثریا"
Ghazal
uryaaniyat kii auj-e-surayyaa me.n pha.ns ga.e
vahshat me.n log raqs-e-barahna me.n pha.ns ga.e
Shahid Jamal
Ghazal
un kaa mizaaj auj-e-surayyaa pe hai agar
hai haft-aasmaa.n pe hamaaraa dimaaG bhii
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
hai jin kii bulandii pe KHajil auj-e-surayyaa
kuchh aise sitaare bhii mirii KHaak se uTThe
Nasir Amrohvi
Ghazal
apnii nazar hai auj-e-surayyaa se bhii buland
har kam-nazar ko ziinat-e-diivaar dekhnaa
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
gir kar bhii hai dil auj-e-surayyaa ke baraabar
kyaa jaaniye ye kaun sii rif.at se giraa hai
tufail Dara
Ghazal
kisii ko auj-e-surayyaa pe le chale the magar
sila milaa hai yahii khaa.iyo.n ke biich me.n hai.n
Rasheed Hasrat
Ghazal
hai us ke aage auj-e-surayyaa bhii sar-niguu.n
kuchh is qadar buland hai me'yaar-e-aa.ina
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
Shahzad Baig
Ghazal
aksar havaa-e-rif'at-e-parvaaz me.n 'jaliil'
tai kar gayaa huu.n auj-e-surayyaa kahe.n jise
Jaleel Qidwai
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
tuu apne mansab-e-aalii se bhii ai kaash vaaqif ho
ba-hairat jaanib-e-auj-e-surayyaa dekhne vaale
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
hai chaa.nd jalva-fagan auj par sitaaraa hai
bahaar-e-sabza-e-parcham se aashkaara hai
Sirajuddin Siraj
Ghazal
vo meraa thaa magar ek ajnabii bhii
thaa sab kuchh paas mere aur kamii bhii
Surayya Sultana Naseem Niyazi
Ghazal
havaas-o-hosh pe chhaayaa KHumaar kis kaa hai
ko.ii nahii.n hai to phir intizaar kis kaa hai
Zafar Naseemi
Ghazal
duusraa paa.nv uThaane kii zaruurat na pa.De
aur mai.n faateh-e-naahiid-o-surayyaa ho jaa.uu.n
Zubair Shifai
Ghazal
jab tak Gubaar-e-raah miraa ham-safar rahaa
rasta to thaa taviil magar muKHtasar rahaa