SEARCH RESULTS
Showing search results for "بت_بے_پیر"
Ghazal MATCHES FOR "بت_بے_پیر"
Ghazal
bargashta aur vo but-e-be-piir ho na jaa.e
ulTii kahii.n du.aa.o.n kii taasiir ho na jaa.e
Yagana Changezi
Ghazal
puuchhtaa hai ai but-e-be-piir kyaa
kyaa kahuu.n hai ranj daaman-giir kyaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
kahtaa hai na dil us but-e-be-piir se uljhaa
naaseh miraa dil is tirii taqriir se uljhaa
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
dil me.n yaad-e-but-e-be-piir liye baiThaa huu.n
yaanii ik zulm kii tasviir liye baiThaa huu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
tuur vaale tirii tanviir liye baiThe hai.n
ham tujhii ko but-e-be-piir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ba.ad sayyad ke mai.n collage kaa karuu.n kyaa darshan
ab mohabbat na rahii is but-e-be-piir ke saath
Akbar Allahabadi
Ghazal
shaad-o-aabaad raho haal hamaaraa puuchhaa
aur kyaa kahte 'shifaa' us but-e-be-piir se ham
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
yaad aaye.gaa KHudaa us ko mire marne ke baad
mai.n to iimaa.n le ke Duubuu.ngaa but-e-be-piir kaa
Khizr Nagpuri
Ghazal
sohaan-e-ruuh us kaa taGaaful hu.aa kare
har jaan-e-jaa.n hai us but-e-be-piir kaa KHayaal
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
sifat-e-Gair mujhii se hai inhii.n baato.n par
merii terii but-e-be-piir biga.D jaatii hai
Sabir Rampuri
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
log kahte hai.n ki is dil me.n KHudaa rahtaa hai
kis liye chal diyaa phir us but-e-be-piir ke saath
Asghar Nizami
Ghazal
ik nazar se mujh ko raste par lagaa kar chal diyaa
mai.n ki phir dekhaa kiyaa rasta but-e-be-piir kaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
intizaar-e-but-e-be-piir se kyaa is kaa ajab
mar ga.e par bhii jo vaa diida-e-hasrat ho jaa.e