SEARCH RESULTS
Showing search results for "بحث"
Ghazal MATCHES FOR "بحث"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
maz.habii bahas mai.n ne kii hii nahii.n
faaltuu aql mujh me.n thii hii nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
go bahs kar ke baat bi.Thaa.ii bhii kyaa husuul
dil se uThaa Gilaaf agar tuu uThaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
chale jo zikr farishto.n kii paarsaa.ii kaa
to zer-e-bahs maqaam-e-bashar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
un ko kyaa fikr ki mai.n paar lagaa yaa Duubaa
bahs karte rahe saahil pe jo tuufaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ejaaz-e-iisvii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan mujassam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
der me.n pahu.nchne par bahs to hu.ii lekin
us kii be-qaraarii ko hasb-e-mudda.aa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
buto.n se parda uThaane kii bahas hai bekaar
khulii daliil hai kaaba bhii be-naqaab nahii.n