SEARCH RESULTS
Showing search results for "برادر"
Ghazal MATCHES FOR "برادر"
Ghazal
Syeda Farhat
Ghazal
KHudaayaa hind par terii inaayat ho inaayat ho
baraadar ko baraadar se mohabbat ho mohabbat ho
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
terii munaafiqat pe mujhe ko.ii shak nahii.n
mere rafiiq mere baraadar mire aziiz
Mehboob Rahi
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
aaj jitne baraadar mile chaak-chaadar mile
kaisii phailii hai diivaangii kuchh nahii.n kuchh nahii.n
Abdul Hamid
Ghazal
kyaa phir mujhe ye andhe ku.e.n me.n giraa.e.nge
ban kar ye log mere baraadar kahaa.n se aa.e
Mohsin Zaidi
Ghazal
baraadar quvvat-e-baazuu hai maanaa
magar farzand hotaa hai jigar-band
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
mai.n apne tasavvur me.n huu.n KHush-haal baraadar
qadmo.n me.n pa.Dii hai mire darbaar kii KHushbuu
Jafar Sahni
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
gar aish mayassar ho to kar liije kam-o-besh
sab vaqt baraabar na rahaa hai na rahegaa
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
siine me.n is chubhe hu.e KHanjar kaa shukriya
haa.n shukriya aziiz baraadar kaa shukriya
Kaifi Sanbhali
Ghazal
un ke hamraah mai.n jaa.uu.n bhii to kaise jaa.uu.n
sab nazar aate hai.n yuusuf ke baraadar mujh ko
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
mai-kasho.n ke liye vaa hai abhii baab-e-tauba
kyo.n hu.e jaate ho maayuus baraadar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
kis ke maathe ko kahuu.n apne lahuu kii taqdiir
mere qaatil mire apne hii baraadar nikle
Saghar Mashhadi
Ghazal
jab raat ga.e ko.ii kiran mere baraabar
chup-chaap sii so jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
baat karnii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai tirii mahfil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n