SEARCH RESULTS
Showing search results for "برتنا"
Ghazal MATCHES FOR "برتنا"
Ghazal
har ek Gam ko KHushii kii tarah baratnaa hai
ye daur vo hai ki jiinaa bhii ik hunar saa lage
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai-kashii ke bhii kuchh aadaab baratnaa siikho
haath me.n apne agar jaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
buraa hii kyaa hai baratnaa puraanii rasmo.n kaa
kabhii sharaab kaa piinaa bhii kyaa halaal na thaa
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ye ehtiyaat baratnaa thaa ishq se pahle
ab is ke baa'd agar jaa.e sar to jaane
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Nazim Naqvi
Ghazal
visaal us kaa baratnaa thaa hijr likhnaa bhii
ki tez dhuup me.n baarish kaa raasta thaa vahii
Tajdar Adil
Ghazal
vo jis ko lafz baratnaa talak nahii.n aataa
banaa hu.aa hai vo shaa'ir Daraama-baazii hai
Aarif Nazeer
Ghazal
mohabbato.n ko baratnaa na aaya umr ga.ii
haziimato.n ke dilo.n me.n nishaa.n liye phirnaa
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
Shadab Razi
Ghazal
shikast-e-KHvaab kii aavaaz-e-baazgasht huu.n mai.n
mujhe sa.nbhal ke baratnaa muhaavaro.n kii tarah
Balraj Hairat
Ghazal
lafz jo barto saliiqe se baratnaa yaaro
ye bhii mumkin hai ki ik lafz hii rusvaa.ii de
Munawwar Nomani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ahl-e-duniyaa se maraasim bhii baratne ho.nge
har nafas sirf ibaadat ho zaruurii to nahii.n