SEARCH RESULTS
Showing search results for "برہنہ"
Ghazal MATCHES FOR "برہنہ"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ghar se terii tamannaa pahan ke jab nikluu.n
barahna shahr me.n ko.ii nazar na aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dhuup ke qahr kaa Dar hai to dayaar-e-shab se
sar-barahna ko.ii parchhaa.ii.n nikaltii kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
sab log savaalii hai.n sabhii jism barahna
aur paas hai bas ek ridaa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
terii barahna-paa.ii ke dukh baa.nTte hu.e
ham ne KHud apne paa.nv me.n kaa.nTe chubho liye
Parveen Shakir
Ghazal
tuu hii barahna-paa nahii.n is jaltii ret par
talvo.n me.n jo havaa ke hai.n vo aable bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
taraash kar mire baazuu u.Daan chho.D gayaa
havaa ke paas barahna kamaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n sar-barahna rahaa phir bhii sar-kashiida rahaa
kabhii kulaah se tauqiir-e-qad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
KHvaahishe.n yuu.n hii barahna ho.n to jal-bujhtii hai.n
apnii chaahat ko kabhii ko.ii iraada pahnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'mohsin' barahna-sar chalii aa.ii hai shaam-e-Gam
Gurbat na dekh is pe sitaaro.n kii shaal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
barahna sar hai to azm-e-buland paidaa kar
yahaa.n faqat sar-e-shaahii.n ke vaaste hai kulaah
Allama Iqbal
Ghazal
sa.Dke.n tamaam dhuup se angaara ho ga.ii.n
andhii havaa.e.n chaltii hai.n in par barahna-paa